Recipe: Delicious #tiffin box# shahi veg biryani pulao

Delicious, fresh and tasty.

#tiffin box# shahi veg biryani pulao.

#tiffin box# shahi veg biryani pulao You can cook #tiffin box# shahi veg biryani pulao using 28 ingredients and 29 steps. Here is how you achieve it.

Ingredients of #tiffin box# shahi veg biryani pulao

  1. It's 2 cup of baamati rice.
  2. Prepare 2 of poteto chopped.
  3. You need 2 of tometo chopped.
  4. Prepare 3 of onion chopped in slice.
  5. You need 1 of carrot chooped slices.
  6. Prepare 150 gm of peas (mutter).
  7. You need 1 of beetroot fine chopped.
  8. You need 1 of simla mirch chopped slices.
  9. Prepare 1 tsp of garlic paste.
  10. Prepare 1 tsp of ginger paste.
  11. Prepare 5-6 tsp of ghee.
  12. It's 5-20 of kaju.
  13. It's 2-3 of bay leaf (tej patta).
  14. Prepare 2 of star anise.
  15. It's 2 of dalchini tukada (cinnamon stick).
  16. It's 2 of elachi.
  17. You need 2 of long.
  18. Prepare 1 teaspoon of jeera.
  19. You need pinch of hing.
  20. It's 1-1/2 tsp of biryani masala.
  21. Prepare 1 tsp of red chilly powder.
  22. It's 1 of coriander powder.
  23. It's 1 teaspoon of dry mango powder (optional).
  24. You need 1 teaspoon of turmeric powder.
  25. Prepare 2 of lemon juice.
  26. It's of salt as per taste.
  27. You need of oil for onion & paneer frying.
  28. It's 2-3 tsp of fresh coriander leaves.

#tiffin box# shahi veg biryani pulao instructions

  1. Rice ko soak kare 30 min ke liye tab taki sare veg cut karle.
  2. Gajar,alu or mutter ko boil kare.
  3. Boil karke stir karle veg.
  4. Ek kadai ya pan me pani garam karne rakhe pani ho jaye tab rice add karke pakane de.
  5. Rice pak gaye he ab rice ko stir karle.
  6. Rice me 2 tsp ghee dale lemon juice or 1/2 tsp biryani masala or swad anusar salt bhi add kare.
  7. Rice ko mix karle achhe se or side pe rakhde rice ko.
  8. Oil garam kare or paneer fry kare.
  9. Paneer fry karke ek bowl me pani le or usme paneer ko bhigane de taki soft ho jaye paneer.
  10. Paneer nikalake onion ko fry kare fry karne se pehle onion ke uper salt milade taki crispy onion bane.
  11. Dark golden brown hone tak fry kare or ek plate me nikal dijiye.
  12. Ab sari chize ready he.
  13. Tej patta, dalchini,star anise,long,elaichi nikalde.
  14. 3-4 tsp ghee garam kare ek kadai me usme jeera hing add karke uper wale sare spices add kare or saute.
  15. Garlic ginger paste or onion add karke saute.
  16. Simla mirch add karke saute.
  17. Tometo add kare or saute.
  18. Boil kiye huwe veg ko add kare mix kare achhe se 2 min saute.
  19. Usi me baki ke sare spices add kare or mix kare or swad anusar salt bhi add kare veg ki jitana hi bcoz rice me already hum mix kar chuke he.
  20. Kaju or paneer add kare.
  21. Achhe se mix kare masala ko.
  22. Boil rice add kare kadai me.
  23. Mix kare achhe se.
  24. Beetroot ko half fry karke dalana he wo chahe pehle add karo to half fry karne ki jarurat nahi he.
  25. Mix kare achhe se biryani pulao ko.
  26. Ready he aapki biryani.
  27. Chahe wese present kar sakte he.
  28. Veg rice biryani pulao.
  29. Serve with raiya.